% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{Jeene Ko Dil}%
\film{}%
\year{2020}%
\starring{Fraz Wahlah, Myle,}%
\singer{Fraz Wahlah}%
\music{Irtiza S and Zi}%
\lyrics{Fraz Wahlah}%
%
% Tags: Rock
% Audio on:
https://www.youtube.com/watch?v=-bjrFjtUfsE
% Contributor: Hira S
% Transliterator: Hira S
% Date: 18 Oct 2020
% Series:
% Comments:
% generated using www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
Ab jeene ko dil nahin karta
Ab jee k bhi kya karna hai
Ab jeene ko dil nahin karta
Ab jee k bhi kya karna hai
Marna har pal ka hai mushkil
Ab tou ik bar marna hai
Ab jeene ko dil nahin karta
Ab jee k bhi kya karna hai
Ab sansein nahin sanson mein
Ab Jaan mein bhi jaan nahin
Ab chalna hai kis raah pe
Jab koi bhi raah nahin
Tere janey ka gham iss dil ne
Ik pal bhi nahin sehna hai
Marna har pal ka hai mushkil
Ab tou ik bar marna hai
Ab jeene ko dil nahin karta
Ab jee k bhi kya karna hai
Ab jeene ko dil nahin karta
Ab jee k bhi kya karna hai
Ab dhoondoon tumhein me kahan?!
Ab rokoon bhi tou kesay!?
Ik bar tou lo mera naam!
Letay thay tum jesay!
Tum lot aao, ya le jao!
Sang apne yehi kehna hai!
Marna har pal ka hai mushkil
Ab tou ik bar marna hai
%
#endindian
\endsong
--- SoupGate-Win32 v1.05
* Origin: fsxNet Usenet Gateway (21:1/5)