• A Ghazal by Inam Durani

    From manzar.sohail@gmail.com@21:1/5 to Yousuf Saifullah on Tue Dec 25 06:43:50 2018
    On Monday, November 30, 1992 at 10:38:00 PM UTC+5, Yousuf Saifullah wrote:
    Here is an inqlabi ghazal from Inam Durani. Not a famous poet, but
    a famous column writer in JANG.

    oos ki too purani aadat hay nazaN hay agar sayyad buhat
    bulbul ki aseere par yarooN hayN ahl-e-chuman bhi shad buhat
    teesree dunya ka nuqsha khayncha to hum nay kiya daykha
    mahdood qabeelay ahl-e-setam mazloomoN ki taadad buhat
    in chara giran-e-mughrib ki jhoolee maiN dawa-e-durd naheen
    jalti barood ki soorat maiN mil sukti hay imdad buhat
    jub bhookay payt bilak kur tum ko-ee shayr ka-ho gay durd bharay
    rootee to naheeN daytee dunya mil sukti sukhan ki dad buhat
    tum himat to Inam kuro batil say takar laynay ki
    Feeroon buhat, Haman buhat, Namrood buhat, Shaddad buhat



    Cheers,
    Yousuf Saifullah

    Thanks for your post. I need Inam Durrani's poem "Shaitan ki darkhwast". If you have plese send me.

    --- SoupGate-Win32 v1.05
    * Origin: fsxNet Usenet Gateway (21:1/5)